New Song Ishq Junoon Deewangi OST Lyrics Rahat Fateh Ali Khan Is Pakistani Song 2022 In Voice Of Rahat Fateh Ali Khan. Best Pakistani Dramas Ost Song Ishq Junoon Deewangi OST Lyrics in English For Free. Also Check Most Popular Pakistani Songs Lyrics With Well Written Format Only On FilmiLyrics.
Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
---|---|
Genres | Pakistani Dramas Ost |

Ishq Junoon Deewangi OST Lyrics Rahat Fateh Ali Khan
aatish-e-ishq tu sab kuch jala de
meri deewangi ki mujh ko saza de
tere ishq ki chaadar orrh deewana yaar pukaare
piya piya! piya piya!
(x2)
mere qaatil tu mujh ko pyaar se ghayal karde
zara zara! zara zara!
tere ishq ki chaadar orrh deewana yaar pukaare
piya piya! piya piya! (haaaan…. piya piya…!)
wo jo khamoshiyon main ubharta hai,
wo jo madhoshiyon main sambhalta hai,
wo jo tanhaiyon main sulagta hai,
wo jo ruswaiyon se darta hai,
mera saya saya mera ishq junoon (x2)
mera saya saya, mera ishq junoon deewangi!
hosh urra kar mere khud se begaana karde
zara zara! zara zara!
tere ishq ki chaadar orrh deewana yaar pukaare
piya piya! piya piya! (aaaaaa……………..!!!)
kabhi ishq wafa, kabhi ishq saza,
kabhi ishq nasha, kabhi ishq mata’a,
mera ishq hai Rab, jo hai sab se juda,
kabhi ishq shu’a, kabhi ishq du’a,
ishq mera qaatil qaatil,
ishq mera zaalim zaalim,
ishq nahi ye ghaow hai mann ka,
ishq meri rooh ka marham, (x2)
ban ke shama tu mujh ko apna parwana karde,
zara zara! zara zara!
tere ishq ki chaadar orrh deewana yaar pukaare
piya piya! piya piya!
mere qaatil tu mujh ko pyaar se ghayal karde
zara zara! zara zara! (ishq junoon deewangi…. ishq junoon deewangi)