Dil Ko Rulaya Lyrics Anurag Mohn

Dil Ko Rulaya Lyrics: The song is sung by and has music by Anurag Mohn While Amit Gharai has written the Dil Ko Rulaya lyrics.

Dil Ko Rulaya Song Anurag Mohn Details

Vocal/Singer
Music Comsposer Anurag Mohn
Lyricist Amit Gharai

Dil Ko Rulaya Lyrics Anurag Mohn

Joh Mujhmein Tha
Woh Bikhra Yun
Ke Lafzon mai bhi ho Na Bayaan
Dil mera yeh
Karke Yakeen
Haathon mai tere maine diya

Ab Yeh Dard hai sukoon
Dil tujhe dhundhe kyun
Phir rulaye hai kyun
Tha Jahan se chala
Main wahi aagaya
Phir yun Tanha Hua

Kya Kore The
Wo Vaade joh
Labon se tune zaahir kiya
Haqeeqat joh Kuch khwaboon ko
Batake Mujhe Tanha Kiya
Dil ko Rulaya Tune
Haan Is tarah Kyun
Kya tha Gunaah Mera
Kya thi Wajah
Dil ko Rulaya Tune
Haan Is tarah Kyun
Bikhra hu mai
Aisi kyun di sazaa

Puche Zara, Ye Dil Mera
Tere Bina Kaise Hai Raha
Bhula Tujhe, Joh Mai Subah
Raaton mai yaadon se phir aa ghira
Ab koi toh safaa de yahan
Is Dard ko kar de rihaah

Dil ko Rulaya Tune
Haan Is tarah Kyun
Kya tha Gunaah Mera
Kya thi Wajah
Dil ko Rulaya Tune
Haan Is tarah Kyun
Bikhra hu mai
Aisi kyun di sazaa
Kyun di sazaaa.. aaaa
Wohoo.. Wohooo..

Back to top button